AKA www.indiafm.com
   
 
 
 
Live Radio   l     l   Listen to Songs   l   Lyrics   l   Music Review
 
 
Lyrics - Aa Jao Aa Bhi Jao  

Aa jao aa bhi jao, aa jao aa bhi jao
Tumko kasam hai pyaar ki
Kaate se nahi katti hain
Kaate se nahi katti hain
Ab ghariyaan intezaar ki
Aa jao aa bhi jao, aa jao aa bhi jao
Tumko kasam hai pyaar ki
Kaate se nahi katti hain
Kaate se nahi katti hain
Ab ghariyaan intezaar ki
Aa jao aa bhi jao, aa jao aa bhi jao

Madhoshiyon ka aalam jawaan hai
Aakhon ke aage peeche chhaaya dhua hai
Madhoshiyon ka aalam jawaan hai
Aakhon ke aage peeche chhaaya dhua hai
Chhaaya dhua hai
Aa jao aa bhi jao, aa jao aa bhi jao
Tumko kasam hai pyaar ki
Kaate se nahi katti hain
Kaate se nahi katti hain
Ab ghariyaan intezaar ki
Aa jao aa bhi jao, aa jao aa bhi jao

Neendon mein tum ho khwaabon mein tum ho
Dekhoon jahaan main dekho aakhon mein tum ho
Neendon mein tum ho khwaabon mein tum ho
Dekhoon jahaan main dekho aakhon mein tum ho
Aakhon mein tum ho
Aa jao aa bhi jao, aa jao aa bhi jao
Tumko kasam hai pyaar ki
Kaate se nahi katti hain
Kaate se nahi katti hain
Ab ghariyaan intezaar ki
Aa jao aa bhi jao, aa jao aa bhi jao
Tumko kasam hai pyaar ki
Kaate se nahi katti hain
Kaate se nahi katti hain
Ab ghariyaan intezaar ki
Ab ghariyaan intezaar ki
Aa jao aa bhi jao, aa jao aa bhi jao
Aa jao aa bhi jao, aa jao aa bhi jao

 
0-9 l A l B l C l D l E l F l G l H l I  l J l K l L l M l N l O l P l Q ll S l T l U l V l W l X l Y l Z
 
Print this Article Write to the Editor Send to a Friend
 

 


 
 
 
 
FEATURED VIDEOS

 


[ Contact Us ][ Feedback ][ Privacy ][ Advertise ][ Add to Favorites ][ BrandingBrands.net ][ Hungama.com ][ HungamaMobile.com ][ GamingHungama.com ]

Site Requirements : Internet Explorer 6.0+ or Netscape 5.0+, Flash Player 9.0, WinZip & Real Player 10 Basic. Site best viewed in 1024x768 resolution
To get in touch with us, call on +91-22-24903344 or fax us at +91-22-24903355.