AKA www.indiafm.com
   
 
 
 
Live Radio   l     l   Listen to Songs   l   Lyrics   l   Music Review
 
 
Lyrics - Saaton Janam Main Tere  

saaton janam mein tere main saath rahunga yaar - 2
marr bhi gaya toh main tujhe karta rahunga pyar
sapana samajhke bhul na jana o dilwale saath nibhana
saath nibhana dildaar
saaton janam mein tere main saath rahunga yaar
marr bhi gaya toh main tujhe karta rahunga pyar

sun meri shehzaadi main hu tera shehzada - 2
baahon mein leke tujhe main karta hu vaada
aai jan-e-tamanna meri main khake kasam teri
yeh karta hu ikaraar
marr bhi gaya toh main tujhe karta rahunga pyar
sapana samajhke bhul na jana o dilwale saath nibhana
saath nibhana dildaar
saaton janam mein tere main saath rahunga yaar
marr bhi gaya toh main tujhe karta rahunga pyar

ehsaas nahi tujhko main pyar karu kitna - 2
kar dungi tujhe paagal chahungi sanam itana
daaman na kabhi chhute tode na kabhi tuute
jo rishta jude ek baar
marr bhi gaya toh main tujhe karta rahunga pyar
sapana samajhke bhul na jana o dilwale saath nibhana
saath nibhana dildaar
saaton janam mein tere main saath rahunga yaar
marr bhi gaya toh main tujhe karta rahunga pyar
i love you - 4

 
0-9 l A l B l C l D l E l F l G l H l I  l J l K l L l M l N l O l P l Q ll S l T l U l V l W l X l Y l Z
 
Print this Article Write to the Editor Send to a Friend
 

 


 
 
 
 
FEATURED VIDEOS

 


[ Contact Us ][ Feedback ][ Privacy ][ Advertise ][ Add to Favorites ][ BrandingBrands.net ][ Hungama.com ][ HungamaMobile.com ][ GamingHungama.com ]

Site Requirements : Internet Explorer 6.0+ or Netscape 5.0+, Flash Player 9.0, WinZip & Real Player 10 Basic. Site best viewed in 1024x768 resolution
To get in touch with us, call on +91-22-24903344 or fax us at +91-22-24903355.